Tuesday, February 7, 2012

¥ LET'S START HAZIRAAT ¥

Kajal banay ke liye jo chizen chahiye wo likhta hoon.

* 12 adad kafoor(menthol) ki tikia

* rose water

* 2 china plate

* rooy

* machis

* heena itar

* ek chhoti dibbi kajal bhar nay ke liye

¥ TARKEEB ¥

Kafoor ki tikia ko rose water me 72 ghante bhigo kar rakh day.
72 ghante ba,ad uss pani ko ek china plate me nikale aur uss me rooy
ki batti bhigo de.
Ek plate ko usske upper ulta tang day.es tarha ki jab wo batti ko
jalaye to uska dhoaa uss plate par lagay.
Ab batti ko machis se bismilla....,parh kar jala day.khyal rakhye ki
uthnay wala dhoaa achhi tarha palate par lagay taki zyada kajal hasil
hon.
Jab poora paani aur batti jal jaye tab plate ko thanda honay day.kuchh
dair ba,ad jab plate thandi ho jaye toa uss plate ka saraa kajal jo
dhoaa lagnay ki wajeh se banaa hai,ussay ahtiyat say nikal kar dibbi
me bharlay aur uss me kuchh katre heena itar dalay.lekin khyal rakhye
ki zyada n dalde.bas,utna dalay ki kajal ki pest taiyar ho jaye.
Bas,kajal baray haziraat taiyar hain.
Ab 3 din ka apko waqt day rahan hoon.kajal taiyar kar rakhen phir amal
haziraat ki parhai jo uss kajal par karni hain,wo bataonga...!
Inshallah.

Muz faqir k haq me dua kijyega.
W sallam

--
Sent from my mobile device

6 comments:

  1. Dear Samarali, assalamoalaikum, apki hazirat wali post ka shukria, inshallah intizar rahega agli post ka, tab tak ham b inshallah kajal tayar kr chukey hongey, ye jo heena itar btaya apney, kuch read able nahin hey, thek se bta dein konsa itar hey ye? saqi ali - isaqiali@gmail.com

    ReplyDelete
  2. salam, back period ki koi b post hey hi nahin,,,,,,,,,, kia wo sirf title hein ya apney wo tmam post delete kr de hein? like december, 2011 january, 2012

    ReplyDelete
    Replies
    1. ha,kuchh post thi wo hata di gay hai aur kuchh title thay inshallah sabhi post tafseel say dobara likhe jayenge

      Delete
  3. reply to ishaqali bhaijan
    agar itar heena(CENT) n milay toa aap dusra itar istmal kar saktay hain

    ReplyDelete
  4. samarali bhai ! salam e shouq,
    doosra itr konsa itre gulab ya koi aur? isaqiali@gmail.com

    ReplyDelete

Note: Only a member of this blog may post a comment.