Sunday, August 19, 2012

JIN SE MULAKAAT


شمعون يهوش وه
JIN SE MULAKAT

karnay k liye rat ko sotay waqt apne left hath k angoothay k nakhoon par black ink se uparwala naqsh likhay aur khilwat wali jagah chupchap sojaye.inshallah rat ko ek jin apko jagaega aur apkay mas,alay ka jawab btayega.
darna nahi hai aur kamzor dil hazraat n karay.
ye amal taskheer ka nahi mulakaat ka hai par,essay apka taskheer ka hosla barhayga.aur ziadatar log jab rat ko jin unhay jagata hai tab hi darr jatay hai.amal ek din ka hai magar ziada se ziada 7 din karay.jumerat k jumua k darmiani koi bhi shab se start karay.khusbo lagakar amal karay.
koi baat ho to coments k zariye puchay aur post ki coments parhnay k b,ad hi new coment karay taki waqt barbad n ho aur meray bhi kai kam hai aur rohani course bhi chal rahaa hai.to jald jawab ki ummid n karay.
ADVANCE ME
AAP SABHI KO EID MUBARAK DE DETAA HOON Q K KAL WAQT NAHI MILAYGA.

10 comments:

  1. Ek bar jinn se mulakat hogai tou kya wohi jinn se kisi tarha dosti ki jasakti hai uski khdimat karke ???

    ReplyDelete
  2. abdur rahman
    sahb...
    ye amal taskhir ka nahi,
    mulakat ka hai
    ekbar mulakat karke mas,ala hal karlay b,ad me dubara koshish karay.

    ReplyDelete
  3. Bhai yeh jo naqsh hai nakhoon par poora nahi ayga matlab agr ek hi line mai likhe tou kya kare??? Reply fastt

    ReplyDelete
  4. ABDUR RAHMAN SAHB,
    agar ek line me n aaye to 2 line karday.
    ya,nakhoon se shuro karkay angoothay pe khatm karday to bhi sahih hai.

    ReplyDelete
  5. Salaam! Naqsh kahan likha hua he yahan to koi naqsh nahi he

    ReplyDelete
  6. surah jinn k naqsh se jinn ko kabo kiya ja skta hai

    ReplyDelete
  7. Agar black ink na mily to kia black marker sy naqash likh sakty hain? R amal jumarat ko krna hai ya jumay ko?

    ReplyDelete
  8. g,marker se likh saktay hain.aur jumerat ka din guzar kar jo raat aaen usmay amal karna behter hain.

    ReplyDelete
  9. As/kum bhaijaan..
    Sone se phle hisar krk sona h matlb aytal kursi padkr phoonkna h khud pr..
    Baraye meharbani jawab dijiye..

    ReplyDelete
  10. g,11 bar aaytul kursi parh kar dono hatheliyon pe dam karkay jahan tak hath pahochay badan pe pherlay.

    ReplyDelete

Note: Only a member of this blog may post a comment.